...

Discuss Problems – Get Quick Help

4.4/5 - (153 votes)

Comment Below Your Problem to Get Quick Help from Soumyahelp.com

आपका जो भी सवाल है आप पूछ सकते है आपको 24 घंटे में Reply मिलेगा

Ask me, if you have any questions, 100% you get a reply within 24 hours

Share to Help

571 thoughts on “Discuss Problems – Get Quick Help”

  1. Hello Sir
    Meri Website par 3 times adsense approval reject ho chuka hai
    har baar quality of content ko lekar issue aa raha …
    kindly help and also tell me your service charges
    thanks

    Reply
  2. Hello Bhai,
    Maine apka Google Discover ka full video dekha uske reference se main mere website pe changes kiya hai. us video mai apne generate press ka premium version diya hai . maine use installed kiya per muze style.css stylesheet missing ka error aa raha hai oh kaise thik karu plaese muze help karo.

    Reply
  3. Hello Soumya,

    We have an IT services website that offers a range of specific services, excluding digital marketing. While our website domain is .com, we are based in India and currently receive the majority of our traffic from India. However, we are interested in attracting more traffic from the USA. We would greatly appreciate your suggestions on how we can improve our results and increase our visibility among the USA audience.

    Reply
  4. Hello, Soumya brother, I hope you are well, first of all, I thank you for picking my website in your video. I have used the generate press theme on many of my websites, and have seen a low-value contact on these websites. I think that Google AdSense doesn’t approve in today’s time on generate press theme. Either you make a video on it or give me a little guide sometimes it might be possible this issue.

    Reply
  5. Hlw bhaiya kya blog article pe kisi or ka YouTube vdo ko use kar Sakta Hai …. Without permission ke kisi bhi YouTube vdo ko….

    Kya isse koi copyright ka issue aai ga kya ….

    Please bataiye 🙏🙏🙏

    Reply
  6. Hello,

    maine 2 month pehle ek recipe blog start kara tha. Adsense approval bhi kuch din pehle hi mila hai.

    meri website par traffic nhi aa rha hai. traffic kaise laau. website US ko target krke banai gai hai

    pls suggest.

    Reply
  7. Somya Bhai hamara category page rank karrahai: Aager Mai post karta hu to us post ka title google me show nahi karrahai Lekin website ka pura nam show karraha hia.

    Reply
  8. sir, mera website invalid traffic ki vajah se disable ho gya kya mai usi website ko new adsense account pe approval le saktu h please reply

    Reply
  9. Hi Soumya Bhai,
    Mene aapke youtube channel me ek video dekha tha vo method se me keyword research kar raha hu using semrush.
    Jisme aapne bataya tha ki keyword ko Semrush me dekhne k sath sath google me bhi all results check karne chahiye, aur uske baad keyword ke aa ge aur piche double quota (” “) laga ke dekhna chahiye to exact pata chalega uske baare me.

    to me research kar raha hu ek keyword ka vo main keyword hai uska global volume 1.1M hai, India me 450k hai aur uski Keyword Difficulty 71% hai.

    vahi keyword mene google pe dala to total 39,90,00,000 results dikha raha but pages 15 tak hi hai,

    vahi keyword ko double quota me daala to total 2,58,00,000 results dikha raha but pages 10 tak hi hai aur 10 ve page pe jau to Page 10 of 100 results aisa dikha raha hai.

    mene results dekhe to ek bhi blog nahi dekha usme.

    Pata nahi chal raha kitna kya hai !

    Bhai please guide me as soon as possible
    Thank you so much…

    Reply
  10. sir maine USA kotarget krte huye ek .us domain lekr blog banaya or isiliye maine us blog ke privacy policy, disclaimer jo essential page hote hain bo maine United State country ko select krke page generator website se generate kiye the. or adsense mein maine india ka address fill kiyaa tha. lekin adsense site approval reject kr diya yah kah kar ki ” We found some policy violations” to ab aap bataye main pages ko india country ke hisab se generate kroo kyaa…… or han mere blog me ek affiliate link bhi hai. domain around 50 days old hai maybe more.

    Reply
  11. Sir Maine Blogger se WordPress main Website ko Transfer kiya hai. meri kafi sari post google mai rank hai to maine redirection plugin ki help se post ko redirect kiya hai lekin jab mobile se kisi bhi rank post ko open karta hu to vo redirection work nahi karta hai. kuch help kijiye

    Reply
  12. Sir maine blogger pe job website create kiya hai aur customization complete ho chuka hai aur abhi tak 12 post publish kr chuke h sir aap thoda mera website ko checkout kr lete toh mai adsense ke liye apply kar deta maine aapko youtube pe kai bar comment kiya aapne kabhi reply nhi diya

    Reply

Leave a Comment